Lata Mangeshkar
Sajana Mera Dil, Tera Dil, Gaya Mil
Sajana
(sajana mera dil, tera dil, gaya mil
Kisi se mat kahana o sajana) - 2
(pyaar hansa hai abhi abhi
Lage nazar na ise kabhi) - 2
O sajana sajana sajana
Sajana mera dil, tera dil, gaya mil
Kisi se mat kahana o sajana
(dil jo mera meharabaan hai
Mujhako koyi gam kahaan hai) - 2
(tu nahin to kuchh nahin hai
Tu jo hai to dil javaan) - 2
Sajana mera dil, tera dil, gaya mil
Kisi se mat kahana o sajana
(main huun teri ye qasam le
Tu hai mera ye qasam de) - 2
(ham na badalein chaahe badale
Ye zamin ye aasamaan) - 2
Sajana mera dil, tera dil, gaya mil
Kisi se mat kahana o sajana
(pyaar hansa hai abhi abhi
Lage nazar na ise kabhi) - 2
O sajana sajana sajana
Sajana mera dil, tera dil, gaya mil
Kisi se mat kahana o sajana