Javed Ali
Deewana Kar Raha Hai
Teri baahon mein mili
Aisi rahat si mujhe
Ho gayi jaan-e-jahan
Teri aadat si mujhe
Dekhoon main jab tujhko toh
Tab mera din yeh dhale

Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaayein toh jaayein kahaan?

Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaayein toh jaayein kahaan?


Dard ka aalam hai hardum
Tere bin o mere humdum
Aankhon mein dikhti hai maayusiyan
Jahan bhi jaaun tere bin
Badi mushkil se guzre din
Chubhti hai dil ko teri khamoshiyan
Raaz gehra jo hai tera
Darr hai kaisa tu hai mera
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaayein to jaayein kahaan?
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaayein to jaayein kahaan?

Dhul gaye dil ke saare gham
Khushi se aankhein hai yeh num
Zindagi mein tu meri jab se aa gaya
Dil ka armaan bana hai tu
Meri pehchaan bana hai tu
Saanson mein rooh ban ke tu sama gaya
Jaan bhi teri, dil bhi tera
Tujh se hai mera savera o..

Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaayein toh jaayein kahaan?
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaayein toh jaayein kahaan?

Bata ab jaayein toh jaayein kahaan?