Kumar Sanu
Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai
Mera dil bhee kithna paagal hai
Ye pyaar to tum se karthaa hai
Mera dil bhee kithna paagal hai
Ye pyaar to tum se karthaa hai
Par saamane jab tum aathe ho
Par saamane jab tum aathe ho
Kuch bhee kehne se dartaa hai
O mere saajan, o mere saajan
Saajan, saajan, mere saajan
Mera dil bhee kithna paagal hai
Ye pyaar to tum se karthaa hai
Mera dil bhee kithna paagal hai
Ye pyaar to tum se karthaa hai

Kithna isko samajhataa hoon
Kithna isko bahlaataa hoon
Kithna isko samajhataa hoon
Kithna isko bahlaataa hoon
Nadaan hai kuch naa samajhataa hai
Din raat ye aahen bharta he
Mera dil bhee kithna paagal hai
Ye pyaar to tum se karthaa hai
Mera dil bhee kithna paagal hai
Ye pyaar to tum se karthaa hai
Par saamane jab tum aathe ho
Par saamane jab tum aathe ho
Kuch bhee kehne se dartaa hai
E merе saajan o mere saajan
Saajan, saajan, merе saajan
Mera dil bhee kithna paagal hai
Ye pyaar to tum se karthaa hai
Mera dil bhee kithna paagal hai
Ye pyaar to tum se karthaa hai
Har pal mujko tadpaataa hai
Muje saaree raat jagaata hai
Har pal mujko tadpaataa hai
Muje saaree raat jagaata hai
Is baath kee tumko khabar nahi
Ye sirf tumhiin pe marataa hai
Mera dil bhee kithna paagal hai
Ye pyaar to tum se karthaa hai
Mera dil bhee kithna paagal hai
Ye pyaar to tum se karthaa hai
Par saamane jab tum aathe ho
Par saamane jab tum aathe ho
Kuch bhee kehne se dartaa hai
O mere saajan, o mere saajan
Saajan, saajan, mere saajan
Saajan saajan
Saajan saajan
Saajan saajan
Saajan saajan