Shankar Mahadevan
Lakshya
[Intro]
Haan yahi rasta hai tera, tune ab jaana hai
Haan yahi sapna hai tera, tune pehchaana hai
Haan yahi rasta hai tera, tune ab jaana hai
Haan yahi sapna hai tera, tune pehchaana hai
Tujhe ab ye dikhaana hai

[Pre-Chorus]
Roke tujhko aandhiyaan, ya zameen aur aasmaan

[Chorurs]
Paayega jo lakshya hai tera
Lakshya to har haal mein paana hai

[Instumental-break]

[Verse]
Mushkil koyi aajaaye to, parbat koyi takraaye to
Taaqat koyi dikhlaaye to, toofaan koyi mandlaaye to
Mushkil koyi aajaaye to, parbat koyi takraaye to

[Pre-Chorus]
Barse chaahe ambar se aag, lipte chaahe pairon se naag
Barse chaahe ambar se aag, lipte chaahe pairon se naag

[Chorurs]
Paayega jo lakshya hai tera
Lakshya to har haal mein paana hai
[Instumental-break]

[Verse]
Himmat se jo koyi chale, dharti hille kadmon tale
Kya dooriyaan kya faasle, manzil lage aake gale
Himmat se jo koyi chale, dharti hille qadmon tale

[Pre-Chorus]
Tu chal yunhi ab sub-o-shaam, rukna-jhukna nahi tera kaam
Tu chal yunhi ab sub-o-shaam, rukna-jhukna nahi tera kaam

[Chorurs]
Paayega jo lakshya hai tera
Lakshya to har haal mein paana hai

[Outro]
Haan yahi rasta hai tera, tune ab jaana hai
Haan yahi sapna hai tera, tune pehchaana hai
Tujhe ab ye dikhaana hai