Vital Signs
Pass Rehna
Paas rehna
Door jaana
Door ja kar
Yaad aana

Sab mausam hain pyaar ke
Jaana

Paas rehna
Door jaana
Door ja kar
Yaad aana

Sab mausam hain pyaar ke
Jaana

Dekho
Doori se
Ranjeeda
Mat hona

Na ho khiza toh bahaar
Kaisi lagay?
Subah na aaye toh raat
Kaisi lagay?
Oh, paas rehna
Door jaana
Door ja kar
Yaad aana

Sab mausam hain pyaar ke
Jaana

Milna
Rozana
Acha hai
Par jaana

Milnay se mann ka millan
Hota nahi
Mann na millay toh millan
Hota nahi

Oh‚ paas rehna
Door jaana
Door ja kar
Yaad aana

Sab mausam hain pyaar ke
Jaana
Sab mausam hain pyaar ke
Jaana

Sab mausam hain pyaar ke
Jaana

Sab mausam hain pyaar ke
Jaana

Sab mausam hain pyaar ke
Jaana