Vital Signs
Ajnabi
Kabhi kabhi
Mujhay  na jaanay kyun
Lagtay  ho tum ajnabi
Ajnabi

Ajab sa hai
Mere  tumharay beech
Kabhi  kuch hai
Kabhi nahi

Kabhi  itnay qareeb
Ke jal jayein
Kabhi itnay ho door
Ke aankhein taras jayein

Kabhi  kabhi
Mujhay na jaanay kyun
Lagtay ho tum ajnabi
Ajnabi

Mein samandar mein hun
Kinara do
Saath chalna hai toh
Koi toh ishaara do

Kabhi itnay qareeb
Ke jal jayein
Kabhi itnay ho door
Ke aankhein taras jayein
Kabhi kabhi
Mujhay na jaanay kyun
Lagtay ho tum ajnabi
Ajnabi

Ajab sa hai
Mere tumharay beech
Kabhi kuch hai
Kabhi nahi