Nusrat Fateh Ali Khan
Qismat Ko Manzoor Yehi Tha
Tanhaai mein bhulne waale, ki kyon yaadein aati hai
(In solitude, why do i keep remembering the one who forgot me)
Dil rota hai khoon ke aansu, aankhein ashq bahaati hai
(Heart is crying tears of blood, eyes are shedding tears)

Kal jo they pehlu mein mere, aaj hai woh begaane se
(One who was by my side once, is now a stranger)
Dil aur aankhein dono milkar kaisa sog manati hai
(Heart and eyes both are in such mourning)

Qismat ko manzoor yehi tha, jeeti baazi haar gaye
(Only thing acceptable to destiny was that I lost the game I had already won)
Ladte rahe hum toofaano se, aur woh dariya paar gaye
(I Kept fighting the storms and he went across the sea)

Iss sheher-e-mehroom-e-wafaa mein, jeena bhi kya jeena hai
(In this city that is without loyalty, Living is not worth)
Aankein veeran seena khaali, sabse woh sarkaar gaye
(Eyes are marooned, chest emptied, the one has left them all)

Ladte rahe hum toofaano se, aur woh dariya paar gaye
(I Kept fighting the storms and he went across the sea)
Qismat ko manzoor yehi tha, jeeti baazi haar gaye
(Only thing acceptable to destiny was that I lost the game I had already won)

Iss sheher-e-mehroom-e-wafaa mein, jeena bhi kya jeena hai
(In this city that is without faith, Living is not worth)
Aankein veeran seena khaali, jabse woh sarkaar gaye
(Eyes are marooned, chest emptied, since the one has left them all)
Ladte rahe hum toofaano se, aur woh dariya paar gaye
(I Kept fighting the storms and he went across the sea)
Qismat ko manzoor yehi tha, jeeti baazi haar gaye
(Only thing acceptable to destiny was that I lost the game I had already won)

Jinki yaad ko dil mein basaa kar humne umr guzaari thi
(With the one whose memories settled in my heart, I had spent a lifetime)
Ab toh unke naam pe zinda rehne ke aasaar gaye
(Now the chances of staying alive in his name are gone)

Ladte rahe hum toofaano se, aur woh dariya paar gaye
(I Kept fighting the storms and he went across the sea)
Qismat ko manzoor yehi tha, jeeti baazi haar gaye
(Only thing acceptable to destiny was that I lost the game I had already won)

Ab toh apni mehfil mein kuch taajir hai kuch saudaagar
(Now surrounding me are some middlemen and some merchants)
Jin par hum ko fakr tha woh sab dost gaye woh yaar gaye
(The ones whom I was proud of, all those friends are gone, those mates are gone)

Ladte rahe hum toofaano se, aur woh dariya paar gaye
(I Kept fighting the storms and he went across the sea)
Qismat ko manzoor yehi tha, jeeti baazi haar gaye
(Only thing acceptable to destiny was that I lost the game I had already won)

Mere dil ke aayne mein jinka naam numaayan tha
(In my hearts reflection, the one whose name was visible)
Unke joothe waade humko jeete je hi maar gaye
(His broken promises, have left me feeling dead)

Unka dil patthar tha fareedi, patthar ko kya hota hai
(His heart was like a stone, what can affect a stone)
Koi aansu kaam na aaya, sab shikwe bekaar gaye
(None of my tears were useful, all my crying has gone in vein)