Emiway Bantai
Khatam
[Intro]
Aye Khatam nahi hua Chu***
Aye what up what up kya bolte hai sab log
Emiway Bantai maalum hai naa
Nahi maalum hai toh sunn
Kyaa bola tu?
Emiway kaa Scene change kar dunga
Bhagwaan hai kya bae?
Maine jo bhi kiya hai na
Khud se kiya hai
Aur kya bolta hai
Mein Russ copy karta hun
Abey mein inspiration leta hun
Inn sab logon se
Eminem, Russ sab artist koh dekhta hun
Tere jaise nalle paav ko dekh ke
Nahi seekhta hun mein
Aur bolta hey Raftaar koh pehle sunta tha
Abey line samajh meri jaan
2014 main hi tere ko diss kar diya tha mein
Kyunki tu boht nakli ban raha tha tabhi se

[Tag:]
Bitch we the mutant

[Verse 1]
Sunn!
Mein wapas aa gaya Tu phir se darega
Diss tera flop hua ab kya karega
Mein pehle se famous tha shaane
Tu kya mera chhote scene change karega
Tu bass bada dikhana chahta hai
Hum jaison ko tu dabana chahta hai
Lekin mere paas tere liye Boht saara sacchai hai
Upar se shabdon ka chaata hai
(Phaaat!) Hehehe
Band kitaab hoon aaj bhi raaz mein
Bejjati karun mei teri woh bhi ek saas main
Mere lala, mere laala
Maine daala tu nikala
Mere wajah se tere pe girela hai yeh ujala
Maara taala Mera chotu motu bibi babaa balaa
Mein hun jwala maine godi main Raftaar uchaala
Kaay zaala mai bhiday laa ek tak zaala
Akela maine pura scene bana dala
Tere jaise chane ko sane bana dala
Hip-hop main aa raha tha bhag bhaga dala
Raftaar ke Bantai ne ed bhaga dala
Hip-hop main aa raha tha bhag bhaga dala
Raftaar ke Bantai ne ed bhaga dala
Hip-hop main aa raha tha bhag
Mein mobile ka zamana aur tu pager hai
Tu Nalla Paav Bantai boht danger hai
Tune bola tune mera kaam banaya
Yeh bata kya Raftaar mera manager hai
Tune mujhe Manj Musik se milaya
Par wajah beta kuch aur tha
Bharosa nahi hota toh chhote paaji se pooch le
Peg gaana unka saamne se call tha
Label se aa raha mera gaana teri jali jali
Khush hun mein
Tujhe dekh ke karun mein khalibali
Aage chala gaya mein tu khada wahen wahen
Janta bhi jaanti hai Raftaar ab sahi nahi
Tere paas kuch bolne koh hai hi nahi
Toh mere career ka struggle dikha raha hai
Kal wahan tha aaj dekh mein kahan par hun
Emiway Emiway har jagah chaa raha hai
Haan pehle nahi hote the paise
Haan paida nahi hua tha mein rapper
Haan sabkuch mein sikhta hun aaya
Aaj bhi mai seekh hi raha hun yaha par
Pehle ek saal main aate the 100 views
Aaj ek din main 2 million paar hai
Tu toh ashleel gaane banata tha
Condom aur Gadbad
Ab kya vichaar hai
Haa haa haa!
[Bridge]
Khokhe main kamata bhai tu (hahaha)
Lekin mein kya karunga pata hai

[Verse 2]
Mein mein chillar uthake
Pillar bana dunga
Har ek gaana mera killer bana dunga
Zyada jalunga toh khudko jala dunga
Competition na kar phat se hara dunga
Phat se hara dunga
Mein phat se hara dunga
Sunn!
Tezi main gaata Raftaar usse sunke hua mein taiyaar
Angrezi main tezi se gaau ab sabko sunaun ab Dekh meri Raftaar
Line sun beta dhyaan se
Jo bhi atkela nikal beta kaan se
Maine kaha tujhe sunn ke mein hua taiyaar
Yeh bataane Raftaar mein tez hu tufaan se
Kyaa

[Bridge]
Mangalyaam tantunanenaa bhav jeevanaa hetunaa
Rapping main jo bhi aade fatafat ke mein de doon na
Haa haa haa!
[Verse 3]
Naya gaana leke aaya hun mein leh sunn
Khaana khaaye bina khata mein medicine
Mere raste ke beech main jo adchan bane
Toh fir kal ke newspaper main missin' waali khabar chapegi teri
Teri saari cheezein meri
Mere gaane sunke log bolenge
Kuch toh seekho mujhse mujhse
Kya matlab hai tera
Ikk laafe pe seedha behraa
(Phattt!)
Jab padegi teri phat ke haath main
Bina bole kuch tujhe karun barbaad mein
Baad mein saath main tujhko bitha ke
Jo bhi gila shikwa hai usko mita ke
Hata ke tere kaano ke pardo pe cheekhu mein

[Outro]
Khamehamehaa…
(Bullets Firing)
KHATAM!