Gajendra Verma
Tune Mere Jaana
Mein haara, mein haara,
Jaise toota hua ho sitaara,
Bas ye aansu, bas ye aahein,
Mere hisse mein hai dard saara,

Sapney aansu banke sab mere beh gaye,
Saarey armaan mere, dil mein reh gaye, ho,
Tuney mere jaana, kabhi nahi jaana,
Ishq mera, dard mera, o...

Akele, akele, maine ro ro ke pal pal guzaara,
Mein tarsa, haan mein tadpa,
Tuney lekin kabhi na pukaara,
Gehri tanhaayi hai, saath mein kuch nahi,
Baatein kar leta hu, mein teri, khud se hi

Tuney mere jaana, kabhi nahi jaana,
Ishq mera, dard mera, haye...
Aashiq tera, bheed mein khoya rehta hai,
Jaan-e-jahaan, pucho toh itna kehta hai,
That I feel so loney, yeah,
There's a better place than this, emptiness.
And I'm so lonely,
There's a better place than this, emptiness..yeahh