Fayyaz Hashmi
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo (feat. Rohini Ravada)
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehlu mein baite raho
Yunhi pehlu mein baite raho
Aaj jaane ki zid na karo

Haaye mar jaayenge hum to loot jaayenge
Aisi baatein ki yahaan na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo

Tum hi socho zara kyun na roke tumhe
Jaan jaathi hai jab utt ke jaanthe ho tum
Tum hi socho zara kyun na roke tumhe
Jaan jaathi hai jab utt ke jaanthe ho tum
Tumko apni kasam jaan-e-jaan
Baat itni meri maan lo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehlu mein baite raho
Yunhi pehlu mein baite raho
Aaj jaane ki zid na karo

Waqt ki qaid mein zindagi hai magar
Waqt ki qaid mein zindagi hai magar
Chand ghadiyaan yehi hain jo aazaad hain
Chand ghadiyaan yehi hain jo aazaad hain
Inko kho kar meri jaan-e-jaan
Umr bhar na taraste raho
Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehlu mein baite raho
Yunhi pehlu mein baite raho
Aaj jaane ki zid na karo