Shuja Haider
Lafzon Main Kharabi Thi
Mohabbat zyada thi
Haan bohot zyada thi
Aur ham nadaan
Giray to sambhal na sake
Lafzon ne kharabi ki
Ham kaash chup rahe hote
Beshak haan main aeibaan wali
Tu chan mera
Main munh kaali
Aeib tati de na khool
Aeib tati de na khool
Main hoon kya
Ek badan ke siwa tum batao ke main hoon kya
Ye badan jo hai mera watan
Aur watan hi mera dushman
Lafzon mein kharabi thi
Lafzon ne kharabi ki
Kaash na kahe hote
Kaash chup rahe hote
Kaash chup rahe hote