Zaeden
Tere bina
Jo main tujhse mila
Thoda sabse judaa
Thoda khud se huya hoon
Jo main keh na sakaa
Nazron mein hai likha
Zara padhke bata tu

Main hoon teri aankhon mein
Teri meri raahon mein
Ek pal bhi na ho fasla

Ab dekhoon na
Aaye jo ab koi subah tere bina
Aur chaahun na
Ho sach koi khwaab mera tere bina
Haan
Tere bina main adhura sa hi tha
Yoon hi chalta raha
Aake tujhpe ruka hoon
Dekha saara yeh jahan
Tu hi apna laga
Main to ab se tera hoon

Main hoon teri aankhon mein
Teri meri raahon mein
Ek pal bhi na ho fasla
Haan
Ab dekhoon na
Aaye jo ab koyi subah tere bina
Aur chaahun na
Ho sach koi khwaab mera tere bina
Haan

Ab dekhoon na
Aaye jo ab koyi subah tere bina
Aur chaahun na
Ho sach koi khwaab mеra tere bina
Haan