Zaeden
Jaana
Aaja le chaloon main
Rahoon aas paas main
Samjhein na kyun yeh?
Ke tu mera aashna

Tujh mein hi ghum main
Tera mujhpe ikhtiyaar
Hai saath toh sun le
Leta tera hi main naam

Chalein jaha
Hum behisaab
Tera mera
Yeh afsaana

Tu aake bol
Lafzon ko tol na
Dil ki khoj mein

Main tujhe hi chaaha chaaha chaaha
Meri jaana aana
Wooao
Dil mein samaaja aaja aana
Tu na jaane kab se
Yeh yaadein barsein
Wooao
Wooao
Na jaane kab se
Yeh yaadein barsein
Tryna make it last
I’m just stating facts ooh
Baby forget the rest
Mat kar tu behas

Jaane jaan
Bezubaan main khada
Tere barein likhta main gawah
Dil mein umeed hai
Tabhi main dheet hoon

Kaisa nasha hai?
Tera khayaal hai
Aake tu bol de
Hum toh ab bhi yahaan hai
Teri wajah hai
Khaab na tod mere

Main tujhe hi chaaha chaaha chaaha
Meri jaana aana
Wooao
Dil mein samaaja aaja aana
Tu na jaane kab se
Yeh yaadein barsein
Wooao
Wooao
Na jaane kab se
Yeh yaadein barsein
Chalein jaha
Hum behisaab
Tera mera
Yeh afsaana
Tu aake bol
Lafzon ko tol na
Dil ki khoj mein
(main tujhe hi chaaha, jaana)

Main tujhe hi chaaha chaaha chaaha
Meri jaana aana
Wooao
Dil mein samaaja kar le bahana
Jaane kab se
Yeh yaadein barsein