Zaeden
Yaadein
Kabhi rulati hai mujhe
Kabhi hasati hai mujhe
Jaha bhi jata hu
Kyun aati hai yaadein teri

Maana kahin bhi tu nahi
Kyun hai abhi bhi dil vahi
Jaha bhi jata hu
Kyun aati hai yaadein teri

Tu bata kabse main juda hu
Mujhse na mila tu
Fir kyu saat hai tu mere
Main yahan ab tere bina yun
Tanha reh gaya hu
Mera haal tho jaan le

Aaj main ye kehta hu
Main tujh mein rehta hu
Jaane aisa kyun main ho gaya

Kabhi rulati hai mujhe
Kabhi hasati hai mujhe
Jaha bhi jata hu
Kyun aati hai yaadein teri
Maana kahin bhi tu nahi
Kyun hai abhi bhi dil vahi
Jaha bhi jata hu
Kyun aati hai yaadein teri

Khud se kaha maine
Tujhse kaha na ye
Dil me tu he har jagah hai
Tu chahe na fir bhi tu hota hai
Jaane kaisa faasla hai

Aaj main ye kehta hu
Main tujh mein rehta hu
Jane aisa kyun main ho gaya

Kabhi rulati hai mujhe
Kabhi hasati hai mujhe
Jaha bhi jata hu
Kyun aati hai yaadein tеri

Maana kahin bhi tu nahi
Kyun hai abhi bhi dil vahi
Jaha bhi jata hu
Kyun aati hai yaadein teri

Kabhi rulati hai mujhe
Kabhi hasati hai mujhе
Jaha bhi jata hu
Kyun aati hai yaadein teri